Surah Kausar Powerful Wazifa Of Money & Business

By | April 7, 2020

Aslam u Alikum | Ajj mein app ke sath Surah Kausar ka Wazifa Share karon ga.Iss wazifa ko app nay parna Nahi hai balky Sunna hai.app nay hand free apny kano mein lga lany hain aur apna maqsad apny Zaheen mein rakh kar 129 Martba Surah Kausar ko Sunna hai.Jab Surah kausar ka Wazifa Mukmal ho jay tyo pher app apny Maqsad ke liye Dua mangy Inshallah Kamyabi mily ge.Ya Hai Surah Kausar ki Fazilat.App Nay Iss Amal ko Sirf ak he Martba Karna hai.

Surah Kausar Quran Pak ki Sab Say Choti Surah Hai.Iss Surah ky bohat zyada fiyde hain.Iss Surah Mubaraka ki Bohat Zyada Fazilat hai.Surah Kausar Oss Waqat Nazail Hoi Jab Kafary Makkah nay Hamray Payar Nabi ko abtar kahna shoro kar diya tha.Tab Ya Surah Kausar Nazil hoi.

Surah Kausar ke bohat Zyada Wazaif hain.kuch log Surah Kausar 129 Times parne ke liye kahty hain.Kuch Log Surah Kausar 100 times parne ke liye kahty hain.Magr Ajja ka Wazifa jo app ke sath Hum Share karny gy iss mein app Nay Surah Kausar 129 Times sunni hai.

App nay ya Wazifa Parna nhai hai.Balky iss wazifa ko app nay Sunna hai.app nay hand free apny kano mein lga lany hain.aur jo be maqsad hoga oss ka taswar kar lana ai.aur iss Surah Kausar ko iss video mein 129 Times Recard kiya gya hai.app nay mukmal 129 Time Jab Surah Kausar ko sun lana hai.

Tyo pher apny maqsad apni Hajat ke liye khsosi dua mangni hai.Inshallah app ki Hajat zror pori hogi.App nay Surah Kausar ka ya Wazifa Sirf 1 din he krna hai.Yani ke Sirf ak din he app nay ya Wazifa Sunna hai.Wazifa app pory din mein kisi be wqat sun skty hain.

Wazifa of surah kausar

Waqat ki koi pabandi nahi hai.Inshallah ak he din mein app ka jo be maqsad hoga pora hoga.ya tyo tha Surah kausar ke Wazifa ki Mudat.ab app ko fyde btata hon iss ke bohat he zyda fiyde hain.App jis maqsad Jis Hajat ke liye be Ya Amal karne gy.Inshallah app ko osi mein kamyabi mily ge.