Surah Ikhlas Juma Ka Powerful Rohani Wazifa

By | April 3, 2020

Bahot se ese shakhs hai jinki ki hui koi dua qubul nahi hoti. Esa unhe lagta hai. Lekin ALLAH ki maslihat ALLAH behtar janta hai. Har Dua Qabool Hone Ki Dua-Juma K Din Ka Wazifa For Hajat unhi logon ke liye hai. Ab wo is wazifa ke zariye kisi bhi purani khwahish ya hajat ko puri karva sakte hai, Insha ALLAH.

ALLAH ki shaan ka bayan karna aur ALLAH ke takht ki shaan bayan karna. ALLAH ko behad pasand hai. Ayatul Kursi ka wazifa ki fazeelat isi wajah se beshumar hai. Is amal se dua qabool hone ki surat nazar aane lagegi, Insha ALLAH.

Kuch log khud ke qismat ka maara samajhte hai. Lekin ye soch zahen mein rakhna durust nahi. ALLAH har ek ki dua sunta hai. Kisko kab kya aur kaise dena hai bas ye muqarrar karne wala sirf ALLAH Subhanahu Wata ‘Ala hi hai. Dua qabool hone ki nishaniyan bas hamein malum honi chahiye. Types of Prayers for Urgent Specific Purpose in Muslim Religion yahan dekhiye.

Bahot se ese shakhs hai jinki ki hui koi dua qubul nahi hoti. Esa unhe lagta hai. Lekin ALLAH ki maslihat ALLAH behtar janta hai. Har Dua Qabool Hone Ki Dua-Juma K Din Ka Wazifa For Hajat unhi logon ke liye hai. Ab wo is wazifa ke zariye kisi bhi purani khwahish ya hajat ko puri karva sakte hai, Insha ALLAH. Al Fatiha Islamic Wazifa for Hajat Maqsad Wishes Desires yahan dekhiye.

  1. Agar koi shakhs chahe ke uski koi khwahish ya koi dua qubool ho jaye. To use jumu’ah ke din asar ki namaz se farigh hokar.
  2. Wuzu ki halat me rahte hue.
  3. Har bar ‘Bismillah Shareef’ ke saath Ayat-ul-Kursi sattar (70) martaba parhiye.
  4. Uske bad dono hath utha kar ALLAH ki bargah mein khoob dil ki gehraiyon se apni jo bhi khwahish ho wo khwahish puri hone ki dua kijiye. Jo bhi hajat ho hajat puri hone ki dua kijiye. Wazifa for Urgent Wish Islam in Tried Tested yahan dekhiye.
  5. Insha ALLAH ek hi chille mein apki khwahish ya hajat chahe kitni bhi mushkil ho puri ho jayegi. Aap chahe to is amal ko har jumu’ah ko parh sakte hai. Is mushkil hajat ka wazifa se apki badi se badi lekin jayaz hajat Insha ALLAH puri hogi, Ameen.